Test3
Sau maujein qafas teri nigahon ke bhanwar meinMain doob raha hoon tere jalwon me bhanwar meinMaikash ki muradein hain kya maikhana-o-saaqiMaikash ki muradein teri aankhon ke bhanwar meinKastoori ki khushboo ka bhanwar naaf se ut’theTargheeb shab-e-wasl hai honto’n ke bhanwar meinChhaao’n ka bhanwar dhoop ki dahleez ko laangheIk thandi tamazat teri palkon ke bhanwar meinAye mauj-e-junoo’n arz-e-tamanna ki na poochhoBarson ki bhari pyaas hai boondo’n ke bhanwar meinZanjeer-e-aseeri liye hai husn-e-sitamgarZindaan-e-zulekha teri zulfon ke bhanwar mein
- Hindi
- तवजà¥à¤œà¤¾ चरागर की
- Urdu
- ØªÙˆØ¬Û Ú†Ø§Ø±Û Ú¯Ø± Ú©ÛŒ باعث تکلی٠ÛÛ’ بیخودؔ